• Blog!
  • Blogging
    • BlogSpot
    • SEO
    • WordPress
  • Social Sites
    • Facebook
    • Instagram
    • Twitter
    • WhatsApp
    • YouTube
  • Internet
    • Root Tricks
    • Banking
    • Google Tricks
    • Information
    • Security
  • How To
    • Make Money
    • Android
    • IPhone Tricks
  • Deals
Sahu4You – Hindi Tricks Blog!
  • Skip to primary navigation
  • Skip to content
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to footer
  • Blog!
  • Blogging
    • BlogSpot
    • SEO
    • WordPress
  • Social Sites
    • Facebook
    • Instagram
    • Twitter
    • WhatsApp
    • YouTube
  • Internet
    • Root Tricks
    • Banking
    • Google Tricks
    • Information
    • Security
  • How To
    • Make Money
    • Android
    • IPhone Tricks
  • Deals

Android Heating Problem Solve Kaise Kare, Garam Hone Se Kaise Bachaye

Vikas Sahu 11th Jun, 2018 3

Hello Friends Aaj Me Aapko Android Mobile Me Chal Rahi Sabse Badi Problem Android Mobile Heating Kyu Karta Hai Me Batauga Ki Hamara Smartphone Garam Kyu Hota Hai Or Hum Apne Android Mobile Garam Hone Se Kaise Bachaye Aaj Me Esh Ke Bare Me Full Explain Karuga.

Waise To Har Ek Mobile Me Ye Problem Aam Baat Hai Par Kai Baar Hamara Mobile Had Se Jyada Garam Ho Jata Hai Or Kye Baar Hamara Android Smartphone Over Heating Ki Wajah Se Phone Off Bhi Ho Jata Hai Ye Problem Dur Karne Or Ye Problem Kyo Aati Hai Is Ke Bare Me Aaj Batauga Or Android Heating Problem Solution Duga

Android Mobile Garam Hone Se Bachaye

Mobile Ho Ya Koi Machine Agar Wo Work Karegi To Garam To Hona Lajmi Hai Example Ke Tor Par Hamari Bike Ya Mobile Ham Usse Use Karte Ha To Garam Hota Hai Or Hamare Computer Or Laptop Garam To Hote Hai Parntu In Me Cooling Fan Lage Hote Jis Se Wo Computer Or Laptop Ko Cool Rakhte Hai. Par Hamare Phones Me Ye Available Nahi Hota Is Liye Hamare Phone Me Ye Problems Aati Rahti Hai.

  • Android Mobile Ki Hanging Problem Fix Solve Kaise Kare
  • Android Phone Safety Ke Liye Top 10 Tips
  • Android Phone Ka Battery Life Kaise Badhaye

Table of Contents

  • Android Smartphone Mobile Garam Kaise Hota Hai?
    • Android Phone Garam Hone Ke Karan
    • Android Mobile ko Garam Hone Se Kaise Bachaye

Android Smartphone Mobile Garam Kaise Hota Hai?

Android Phone Me Jo Over Hetting Ki Jo Problem Aati Hai Esh Ka Hame Pura Pata Bhi Chalta Hai Ki Ye Aa Kish Wajah Se Aa Rahi Hai. Jish Karan Se Problem Aati Hai Esh Ke Bare Me Aaj Me Aapko Btau Ga. Ye Over Hetting Ki Problem Hoti Hai Ye Sabhi Bade Or Chhote Sabhi Mobile Me Aati Hai. Ab Me Aapko Niche Btau Ga Ki Ye Problem Kyo Aati Hai

Android Phone Garam Hone Ke Karan

Andriod Mobile Sabhi Heat Hote Hai Par Ye Hote Kyu Hai Esh Ke Bare Me Aaj Me Btau Ga Ki Kya Problem Hoti Hai Jish Se Ye Sabhi Android Phone Heat Hote Hai. Aaj Kal Kai Mobiles Ki Ye Sabse Badi Problem Ban Chuki Hai Or Me Esh Problem Ko Dur Karne Ke Bare Me Bhi Btau Ga. Pahale Aap Ko Bta Du Ki Ye Smartphone Heat(Garam) Kyo Hote Hai.

1. Phone Brightness – Agar Ham Mobile Ko Jyada Der Tak Brightness Ko Full Kar Ke Agar Use Karte Hai To Smartphone Ki Battery Bhi Kam Ho Jati Hai Or Esh Se Mobile Bhi Heat Ho Jata Hai.

2. Open BackGround Apps – Ham Agar Koi Apps Ko Use Jyada Use Karte Hai To Hai Ush Ke Baad Ham Un Apps Ko Use Nahi Karte Hai Or Ham Une BackGround Se Clean Nahi Karte Hai To Smartphone Esh Se Bhut Garm Aachank Se Ho Jata Hai.

3. WiFi & Hotspot – WiFi & Hotspot Agar Ham Jyada Der Tak Use Karte Hai To Aap Hmara SmartPhone Hot Ho Sakta Hai. Ye Problem Sabhi Phone Me Aati Hai Ye Koi Aap Ke Phone Me Nahi Hai Aap Tensen Na Le Esh Ka Solution Bhi Aapko Me Btau Ga.

4. Charging – Agar Hai Mobile Ko Charging Ke Samay Use Karte Hai To Mobile Phones Sabse Jyada Heat Ho Jata Hai. Or Kai Mobile Ki Book Me Special Likha Hota Hai Ki Agar Aap Mobile Ko Charging Ke Samay Use Karte Hai To Mobile Heat Jarur Hoga Or Fire Bhi Ho Sakta Hai.

5. Network Problem – Agar Hmare Phone Me Network Ki Problem Rahati Hai To Aap Ke Mobile Me Ye Garam Ki Ye Problem Jarur Hoti Hai.

Android Mobile ko Garam Hone Se Kaise Bachaye

Friends Ab Me Btau Ga Ki Smart Phone Ko Garam Hone Se Kaise Bchaye. Mene Aapko Uper Btaya Ki Aapka Mobile Over Heat Kyo Or Kish Karan Se Hota Hai. Or Ab Me Aapko Btau Ga Ki Aap Apne Mobile Ko Over Heating Se Kaise Bchaye.

1. Over Phone Brightness Aap Apne Mobile Ki Brightness Ko Ho Sake To Aap Sabse Low Rakhe Or Jish Se Aap Ka Mobile Garam Hone Se Bach Jayega.

2. BackGround Aap Agar Aao Kishi Aap Ko Use Kar Lete Hai To Aap Ushe Use Karne Ke Baad Clean Kar De Esh Se Aapke Mobile Garam Hone Se Bacha Sakte Hai.

3. WiFi & Hotspot Agar Ham WiFi Ka Jyada Use Karte Hai To Aapka Mobile Heat Kar Sakte Hai Aap WiFi Ka Use Ka Bhut Kam Se Kam Use Kare.

4. Charging – Agar Aap Charging Ke Samay Use Karte Hai To Aapka Mobie Sase Jyada Heat Hoga Eshe Kam Karne Ke Liye Aap Apne Mobile Charging Ke Samay Use Na Kare.

5. Cleaner – Aap Apne Mobile Ko Samay Samay Par Clean Karte Rahe Kyoki Junk Files Ki Wajah Se Bhi Mobile Heat Ho Jata Hai.

  • WhatsApp Ladkiyon Ke Number Kaise Jane
  • WhatsApp Voice Message Ko Text Me Convert Kaise Kare
  • WhatsApp Deleted Message Ko Recover Kaise Kare

Aaj Mene Aapko Android Mobile Garam Kaise Hote Hai Is Ke Bare Me Mene Aapko Explain Kiya Or Ye Bhi Btaya Ki Aapne Mobile Ko Over Heating Se Kaise Bachaye Umeed Karta Hu Ki Aapko Bhut Aacha Lga Hoga.

Mobile Garam Kyu Hota Hai Or OverHeating Problem Ka Solution Or Iske Reasons Bataye Hai Agar Kuch Shamjh Nahi Aaya To Comment Jarur Kare 🙂

Sharing is Sexy:
Share
Tweet
+1
Share
Pin it
Author:

Vikas Sahu

I am a Blogger and small business owner currently living in Hanumangarh, India. My interests range from technology to writing and also interested in SEO...Read More

Prev Post
Domicile Certificate Kya Hai? Domicile Certificate Online Kaise Banaye
Next Post
Top 13 Best Paying CPC/PPC Ad Networks(INFO ABOUT BLOGGERS)

Reader Interactions

RELATED POST

  • Jio Phone Me WhatsApp Kaise Chalaye?
    Jio Phone Me WhatsApp Kaise Chalaye?
  • Airtel Sim Me Free Internet Trick Kaise Chalaye  2018
    Airtel Sim Me Free Internet Trick Kaise Chalaye 2018
  • Facebook Timeline Tagging Ko Disabled Or Band Kaise Karte Hai
    Facebook Timeline Tagging Ko Disabled Or Band Kaise Karte Hai

COMMENTS (3)

  1. Mukesh Gupta says

    November 21, 2017 at 9:34 pm

    wew! sir Aapki site ka new look kamal ka hai.

    Reply
    • Vikas Sahu says

      November 21, 2017 at 11:17 pm

      Thans Bhai

      Reply
    • Harsh Yadav says

      November 22, 2017 at 11:29 am

      Thanks

      Reply

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

― I NEED HELP TO ―

Start a Blog
Security Tip
How to Earn
Social Media
Web Design
SEO in Hindi
LifeStyle
Blogging
Education

Footer

ABOUT BLOG

Sahu4You ब्लॉग का उदेश्य है इन्टरनेट से सभी की हेल्प करना जिसके लिए हम ब्लॉग पर इन्टरनेट से जुडी हर जानकारी और अपडेट्स शेयर करते हैं यहाँ पर आप ब्लॉग्गिंग, SEO, How to टूटोरिअल्स के साथ ढेर सारी जानकारी सीख सकते हैं.

BEGINNER GUIDE

  • Submit A Guest Post
  • Request A Post
  • Contact Us
  • About Us
  • Privacy Policy

Subscribe to Blog via Email

नवीनतम अपडेट, समाचार, प्रौद्योगिकी अपडेट की की सुचना पाने के लिए अपना ईमेल पता दर्ज करें और ईमेल द्वारा नए लेख की सूचनाएँ प्राप्त करें।

Copyright © 2018AboutContactPrivacySitemapGuest Post