Facebook Add Friends Button Kaise Hide Kare, How To Hide Facebook Add Friend Button In Hindi, Facebook Par Agar Aapko Anjaan Logo Ki Friend Requests Aati Hai Or Aap Nahi Chahte Ki Aapko Facebook Koi Facebook Par Friend Request Send Kare Iske Liye Aap Facebook Friend Request Ko Band Or Disabled Kar Sakte Hai Uska Pura Trick Aapko Issi Article Me Batauga Jisse Aapki Facebook ID Se Add Friend Button Hide Kiya Jaa Sakta Hai.
Social Media Par Security Ka Dhayan Rakhna Sabse First Kaam Hota Hai, Khaskar Ladkiyon Ke Liye Yeh Method Faydemad Hoga Jisse Koi Bhi Unknown Person Unhe Facebook Par Add Nahi Kar Paayega Kuch Facebook User Aise Hote Hai Jiski List Me Bahut Sare Aise Friends Hote Hai Jinhe Wo Nahi Janta Hai Agar Aap Unknown Person Ko Facebook Add Nahi Karna Chahta Hai To Me Facebook Friend Request Band Karna Sikhauga
- Net Banking Kya Hai? Puri Jankari Hindi Me
- Citibank Net Banking Kaise Activate Apply Kare
- WhatsApp Business App Kya Hai : Download Kaise Kare
Jisse Keval Aapke Friends Ke Friends Hi Add Kar Paayege Unknown Friends Aapki ID Me Nahi Add Hoge Unhe Aapki ID Me Add Friends Button Nahi Dikhayi Dega, Facebook Security Ke Liye Yeh Jaruri Hai Or Aapki Facebook Followers Bhi Increased Hoge
Aap Facebook Friend List Hide Bhi Kar Sakte Hai Jisse Aapki Friend List Ko Koi Bhi Dekh Nahi Paayega, Me Aapko Abhi Facebook Friend Request Send Karne Ka Option Hide Karne Ka Tarika Bata Raha Carefully Follow Kare –
Facebook Friend Request Button Hide Or Disabled Kaise Kare
However, Aapko Facebook Friend Request Button Ko Hide Karna Hai Ya Chupana Hai To Uske Liye Me Aapko Working Facebook Trick Batauga Jisko Carefully Following Karke Unknown Friend Se Chukara Paye
Sabse Pahle Aapko Facebook App Me Login Karna Hai Uske Bad Menu Option Dikhega Uspar Click Kare
Ab Yaha Par Aapko Bahut Sare Options Milega, Aapko Account Setting Par Click Karna Hoga
Uske Bad Privacy Par Click Kare Jiska Ki Screenshot Me Hai
Ab Yaha Par Privacy Ke Bahut Sare Option Milege Par Aapko Who Can Send You Friend Request Par Click Karna Hoga
Iski Default Setting Everyone Hai Jisko Friends Of Friends Set Karke Save Kar De Jisse Aapko Aapke Facebook Friends Ke Friends Hi Add Kar Paayege
Unknown Person Aapko Agar Add Karna Chahega To Usse Add Friend Button Show Nahi Hoga Yeh Keval Mutual Friends Ko Dikhai Dega
- Facebook Par Blocked Link URL Ko Unblock Kaise Kare
- Fake Id Card Maker App Online Without Watermark
- Jiocoin Kya Hai? Launch Date, Price, News In Hindi
Facebook Ki Account Ko VIP Account Or Facebook Verified Account Banakar Account Ko Secure Kar Sakte Hai Jiske Bare Me Maine Bahut Sare Facebook Tricks Share Kiye Hai
Facebook Add Friend Button ko Hide/Unhide Kaise Kare – Umeed Karta Hu Yeh Article Aapko Pasand Aaya Hoga, Facebook Friend Request Band Or Hide Ka Trick Aapko Kaisa Laga Yeh Comment Me Jarur Bataye Or Isse Related Problem Ho To Comment Kare
Madhu Sharma says
Nice Information Sir.
Aap Sir New Posts ke liye Ideas Kaha se Lete hai.
Vikas Sahu says
aapne visitors ke through new ideas ko generate karta hu jisse unhe unki manpasand cheez mil jati hai
Harsh yadav says
Good
Vikas Sahu says
Thanks Bhai
Vikash says
Message me on whatsapp, mai Vikash Gyanbook.in ka owner hun.,
Vikas Sahu says
Ok Vikas Bhai
neeraj sharmaa says
bhai agar koi bhi friends request na bhej sake wo kaise karu.. friend ka friend bhi nahi..
Vikas Sahu says
Uska Features Abhi Facebook Me Stable Available Nahi Hua Hai
Pʀɩŋcɘs’oʆ Hɘɭɭ says
Hi Vikas,aysi koi trick hai jisme frnds ke frnds bhi hme add na kar paye…???